Friday, June 01, 2007

My, Myself, My Poems!!!



woh hume tarka ke chal diye,
bole kaam hai jana hai.
hum intezaar main baithe hain ,
sadiyaan guzar gayin.
unki tasveer bhi dundhli ho gayi;
voh aayenge isi intezaar main hum,
apani baaki zindagi jee lenge.




Two friends, one father of a new born baby girl, one still single


beti ki sewa main raat aur din dono barabar!
woh uska raat main uthna,
madhur hi awaaz main kutch kahan
humara na sun pana
uska rona
beech raat mera main uthna
zombie ki tarah apne hi ghar main anjaan sa ghoomna
kisi tarah kitchen main pahunch kar doodh garam karna
Office se thake hue ghar aana
beti ko bahon me leke jaise sansaar ka sara sukh sara aanand paan


In sab ka mujhe intezaar hai



What wierd poems?


What wierd Poet?




No comments: